Dhanak mein chand nahaya to song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Dhanak mein chand nahaya to teri yaad aayi

Nasha sharab ka chhaya to teri yaad aayi

Mere lahu mein tere khwaab raks karte rahe

Mujhe jo saans bhi aaya to teri yaad aayi
Dhanak mein chand nahaya to teri yaad aayi
Dhanak mein chand nahaya to teri yaad aayi

Ghate jo din ke ujale to dam ghuta mera
Ghate jo din ke ujale to dam ghuta mera
Badha jo sham ka saya to teri yaad aayi
Dhanak mein chand nahaya to teri yaad aayi
Dhanak mein chand nahaya to teri yaad aayi

Mai tujhko haar chala tha gaye zamane ko

Khushi ne dil jo dukhaya to teri yaad aayi
Dhanak mein chand nahaya to teri yaad aayi
Dhanak mein chand nahaya to teri yaad aayi

Kisi ko chot lagi jab bhi dil mera tadpa

Koi kisi ne sataya to teri yaad aayi
Dhanak mein chand nahaya to teri yaad aayi
Dhanak mein chand nahaya to teri yaad aayi

Kise bataaun ke guzari hai zindagi kaise

Jahan mein koyi bhi bhaya to teri yaad aayi
Dhanak mein chand nahaya to teri yaad aayi
Dhanak mein chand nahaya to teri yaad aayi
Nasha sharab ka chhaya to teri yaad aayi
Dhanak mein chand nahaya to teri yaad aayi.