Apni ghazalo mein tera husn song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Apni ghazalo mein
Tera husn sunau aaja
Apni ghazalo mein
Tera husn sunau aaja
Aaj main yaar tujhe
Dil mein basu aaja aaja
Apni ghazalo mein
Tera husn sunau aaja aaja


Bin kiye baat tujhe
Baat suna kar dil ki
Bin kiye baat tujhe
Baat suna kar dil ki
Bin kiye baat tujhe
Baat suna kar dil ki
Teri aankho mein
Haya rang sajau aaja
Apni ghazalo mein
Tera husn sunau aaja aaja


Anchhuye hoth tere
Ek kali chhukar
Anchhuye hoth tere
Ek kali chhukar
Usko mafhoon nazakat se
Milau aaja aaja
Apni ghazalo mein
Tera husn sunau aaja aaja


Maine mana ke tu saaki hai
Main maikash tera
Maine mana ke tu saaki hai
Main maikash tera
Maine mana ke tu saaki hai
Main maikash tera
Aaj tu pee man jam pilau aaja
Apni ghazalo mein
Tera husn sunau aaja aaja


Peer waris ki sunau main
Tujhe shaam dhale
Peer waris ki sunau main
Tujhe shaam dhale
Tujh mein soye hue
Jazbo ko jagau aaja aaja
Apni ghazalo mein
Tera husn sunau aaja aaja


Aye mere sine main
Har baar dhahdkti khusboo
Aye mere sine main
Har baar dhahdkti khusboo
Aye mere sine main
Har baar dhahdkti khusboo
Aa mere dil mein tujhe
Tuj se milau aaja
Aaj main yaar tujhe
Dil mein basu aaja aaja
Apni ghazalo mein
Tera husn sunau aaja aaja
Apni ghazalo mein
Tera husn sunau aaja aaja.