Bachpan beeta aayi jawani song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Taimur Behramshah. This song was released on 01 Jan 2018.
Bachpan beeta aayi jawani
Sar pe gathariya leke
Gathri kholi wo muskai
Dard anokhe deke
Pyar ki pid suhani suhani
Sajan mai to balam mai to
Ab jani re sajan mai to ab jani
Pyar ki pid suhani suhani
Sajan main to balam main to
Ab jani re sajan main to ab jani


Mitha mitha dard suhaye
Dard bina mohe chain na aaye
Chain na aaye
Mitha mitha dard suhaye
Dard bina mohe chain na aaye
Chain na aaye
Aur zara sa de de o jine wale
Teri maharbani re
Sajan main to balam main to
Ab jani re sajan main to ab jani


Pyar mein tan man sab phunk jaye
Pyar mein tan man sab phunk jaye
Jyju jyju
O ho jyju jyju jalu maza aaye
Ha ji kaho ji kisne sikhai
Ha ji kaho ji kisne sikhai
Aisi aag laga di
Sajan main to balam main to
Ab jani re sajan main to ab jani
Pyar ki pid suhani suhani
Sajan main to balam main to
Ab jani re sajan mai to ab jani.