Pyaar ki peer suhaani suhaani song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Taimur Behramshah. This song was released on 01 Jan 2018.
Bachpan bita aayi jawaani
Sar se gathariyaa le ke
Gathhri kholi wo muskaayi
Dard anokhe de ke


Pyaar ki pir suhaani
Suhaani sajan main to
Balam main to ab jaani re
Sajan main to ab jaani
Pyaar ki pir suhaani
Suhaani sajan main to
Balam main to ab jaani re
Sajan main to ab jaani


Mitha mitha dard suhaaye
Dard bina mohe
Chain na aaye chain na aaye
Mitha mitha dard suhaaye
Dard bina mohe chain na aaye
Chain na aaye aur zara sa de de
O dene waale teri meharbaani re
Sajan main to
Balam main to ab jaani re
Sajan main to ab jaani


Pyaar mein tan man
Phunk phunk jaaye
Pyaar mein tan man
Phunk phunk jaaye
Jyun jyun ho ho
Jyun jyun jaloon mazaa aaye
Saanch kaho ji kisne sikhayi
Saanch kaho ji kisne sikhayi
Aisi aag lagaani sajan main to
Balam main to ab jaani re
Sajan main to ab jaani
Pyaar ki pir suhaani suhaani
Sajan main to
Balam main to ab jaani re
Sajan main to ab jaani.