Baadalo baraso song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Basant. This song was released on 20 Apr 1961.
Baadalo
Baadalo baraso nayan ki kor se
Bijaliyo kadako hriday ki or se
Baadalo baraso nayan ki kor se


Ai ghataao garjanaa ko thaam lo
Ai ghataao garjanaa ko thaam lo
Aaj mere karun swar se kaam lo
Aaj mere
Aaj mere karun swar se kaam lo
Bandh gaya saavan nayan ki dor se
Baadalo
Baadalo baraso nayan ki kor se


Zahar ko amrit samajh kar pi rahi
Zahar ko amrit samajh kar pi rahi
Min jal bin din hokar ji rahi
Praan tadape bhaagya ke jhakajhor se
Baadalo
Baadalo baraso nayan ki kor se
Bijaliyo kadako hriday ki or se
Baadalo baraso nayan ki kor se.