Apni aankhon ke song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Apni aankhon ke samandar
Mein utar jaane de
Apni aankhon ke samandar
Mein utar jaane de
Tera muzrim hoon mujhe
Doob ke mar jaane de
Apni aankhon ke samandar
Mein utar jaane de


Ae naye dost main
Samjunga tujhe bhi apna
Ae naye dost main
Samjunga tujhe bhi apna
Pehle maazi ka koi
Zakhm to bhar jaane de
Apni aankhon ke samandar
Mein utar jaane de
Tera muzrim hoon mujhe
Doob ke mar jaane de
Apni aankhon ke samandar
Mein utar jaane de


Aag duniya ki lagayi
Huyi bhuj jayeygi
Aag duniya ki lagayi
Huyi bhuj jayeygi
Koi aansu mere daaman
Pe bikhar jaane de
Apni aankhon ke samandar
Mein utar jaane de


Zakhm kitne teri chaahat
Se mile hain mujko
Zakhm kitne teri chaahat
Se mile hain mujko
Sonchta hoon ki kahun
Tujhse magar jane de
Apni aankhon ke samandar
Mein utar jaane de
Tera muzrim hun mujhe
Doob ke mar jaane de
Apni aankhon ke samandar
Mein utar jaane de.