Aye khuda ret ke sehra song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Aye khuda ret ke sehra ko samandar kar de

Yah chhalakti huyi aakho ko bhi pathar kar de

Tujh ko dekha nahin mehsus kiya hain maine

Aa kisi din mere ehsaas ko paykar kar de
Yah chhalakti huyi aakho ko bhi pathar kar de
Aye khuda ret ke sehra ko samandar kar de

Aur kuch dare mujhe darkar nahin hain lakin

Meri chadar mere payro ke barabar kar de
Yah chhalakti huyi aakho ko bhi pathar kar de
Aye khuda ret ke sehra ko samandar kar de.