Angel, sirhane chand ke yu, paav dabe main chalu, you are my angel song is from and it is sung by and .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Ganesh Acharya. This song was released on 04 Feb 2011.
sirhane chand ke yu paav dabe main chalu
aahat kisi ko na ho

dil ki fasilo se yu uthti hai khawishe kyu
kyu aisa mahsoos ho
aankho se meri ek pal hona kabhi na na auzhal

you are my my angel wo wo angel angel
you are my my angel angel angel
you are my my angel

raat ruk ruk kar taake khwab chilman se jhake

ghule ghule ghule chandani ghuli
dhuli dhuli dhuli si aahiya dhuli
teri teri muskurahato se sabjh mausam khile
aankho se meri ek pal hona kabhi na na auzhal
aankho se meri ek pal hona kabhi na na auzhal
you are my my angel wo wo angel angel
you are my my angel angel angel
you are my my angel

ye haqiqat bayan hai ishq se to jahan hai

mile mile mile itefak se
chhute chhute na haath haath se
phiru phiru itrata main phiru jabse mujhe tum mile