Youtube vs tiktok song is sung by . This song is penned by and composed by . It is produced by MJ Mukesh Jain. This song was released on 06 Jun 2020.
Music Consultant & Digital Partner :- F1 Digitals
Contact : +91 7300000377, 9780640007
Copyright : Frame Phaad Productions (All Rights reserved)
Youtube vs Tiktok - Ali Rizvi | #ISUPPORTCARRYMINATI | #YALGAAR | Latest TikTok Song 2020
Singer/Music/Lyrics - Ali Rizvi
Toh kaise Hai Aap Log?

Humesha ki tarah iss baar bhi
Kuch nadan parindo ko paakd liya gaya hain
Or unhe bol dia gaya hai lock!

Duniya hai puri kameen
Jalne walo ki nahi kami
Mujhse jalte sale soch
Kaise bana yeh king

Duniya hai puri kameen!
Jalne walo ki nahi kami
Mujhse jalte sale soch
Kaise bana yeh king
Inko fu** na deta main
Good luck na deta main
Roz roz kuch ye kehte
Inki kukkh na deta main

Kuch apna karo
Dusro ki cheezo pe na hi palo
Tuk-tok pe nachne se kuch nahi hota kakke
Sun meri baat tujhe dikhaunga aukaat
Hath me hai gun teble pe laat
36 bhog main main khau
Meri hai thaat
Tere raaz khol raha hu dekh ab
Manta na tu to nachta hai tik-tok par
Sach mai bol raha hun aaj youtube par

Karta tu jo kehta hain tera man yeh (tera man)
Ye na fashion isko bolte chichora pan
Duniya hai puri kameen
Jalne walo ki nahi kami
Mujhse jalte sale soch
Kaise bana yeh king

Duniya se hoke majboor kahi door
Sapne tu sajana zaroor
Mehnat jo puri toh duniya hai yeh teri
Hoke tabhi kalakaar mashoor

Duniya se hoke majboor kahi door
Sapne tu sajana zaroor
Mehnat jo puri toh duniya hai yeh teri
Hoke tabhi kalakaar mashoor

Ab tak zindagi kati maine aaram se
Par aage jeena hain kuch alag andaaz mein
Khabi khabi raat khamosi dasti hain
Sache logo par hi kamyaabi jachti hai
Samajh saake to?
Samajh mere alfaaz ko
Suno suno suno meri fadiyad ko
Na mai kahu mai koi bada star
Par itna guroor mujhse na koi kalakaar
Kalakaar hun tu sun meri baat
Main rahon per chalu jaise tez talwaar
Aakho mein guroor bole meri aawaz
Tujh jaise ho troll karun yehi mera kam

Meri videos kare tujhe nanga
Galat bande se lelia tune panga
Manzilo ke sapno ko karu mai sakaar
Ab dekh mai hai ban gaya kalakaar
Dheere dheere apni manzil kp pana hai
Har ek dilo pe chha jana hai
Sach hai ye baat to hun hee mai mashoor
Tu Kya samjha?
Apun gumnaam deewana hai
Aadhi se zyada janta tiktok ki deewani yaha
Kon jaane bhala youtube ki kahani yaha
Dekho industry me lag gayi hai aag
Kitno ne alaape de matlab ke raag
Mai thoda innovative soch meri badi
Dekh kaise haa meri kismat uper chadi
Mana kuch khas nahi per tum jaisa naa pappi mai
Ghar baith tu dekh meri kamyaabi

karu mai baatein kam haan kaam zyada
Aankhon me guroor mazboot mera iraada
Sach bayan karna hai ye mera kaam
Ab youtube par chalega ye mera naam
Duniya se hoke majboor kahi door
Sapne tu sajana zaroor
Mehnat jo puri toh duniya hai yeh teri
Hoke tabhi kalakaar mashoor

Duniya se hoke majboor kahi door
Sapne tu sajana zaroor
Mehnat jo puri toh duniya hai yeh teri
Hoke tabhi kalakaar mashoor

Duniya hai puri kameen
Jalne walo ki nahi kami
Mujhse jalte sale soch
Kaise bana yeh king

Duniya hai puri kameen
Jalne walo ki nahi kami
Mujhse jalte sale soch
Kaise bana yeh king

More songs of Ali Rizvi