Yeh phool kaliyan bahaar khushboo song is from and it is sung by and .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Yeh phool kaliyan bahaar khushboo
Tere hi jalwo mein dhal gaye hain
Chaman mein aaye kadam jo tere
Chaman ke manzar badal gaye hain
Yeh phool kaliyan bahaar khushboo
Tere hi jalwo mein dhal gaye hain


Basant hain mushkura haato mein
Ghata saawan ki teri jhulfe
Basant hain mushkura hato mein
Ghata saawan ki teri jhulfe
Har ek mausam pe tera kaabu
Haseen fizzao mein tera jadoo
Chaman mein aaye kadam jo tere
Chaman ke manzar badal gaye hain
Yeh phool kaliyan bahaar khushboo


Kali ko thaa intzaar tera
Woh khil uthi paake pyaar tera
Kali ko thaa intzaar tera
Woh khil uthi paake pyaar tera
Bahaar banke jo aa gaya tu
Bahai shabnam khushi ke aansu
Chaman mein aaye kadam jo tere
Chaman ke manzar badal gaye hain
Yeh phool kaliyan bahaar khushboo


Ghulo ne teri hasee churali
Hain tujhpe kurbaan dali dali
Ghulo ne teri hasee churali
Hain tujhpe kurbaan dali dali
Kamal mein tu ghulaan mein tu
Teri rangeeniya hain harsoo
Chaman mein aaye kadam jo tere
Chaman ke manzar badal gaye hain
Yeh phool kaliyan bahaar khushboo
Humm….hum…