Wah ji waah song is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 22 Apr 2021.
Dil behla kar ji munh modne ka
Dil behla kar ji munh modne ka
Wah ji waah kya hunar hai dil todne ka
Wah ji waah kya hunar hai dil todne ka

Kamaal hai kamaal hai
Tumhari bhi kamaal hai
Kal hor koyi naal si
Ajj hor koyi naal ae

Kamaal hai kamaal hai
Tumhari bhi kamaal hai
Kal hor koyi naal si
Ajj hor koyi..

Arre choron ki tarah chori karke daudne ka
Wah ji waah kya hunar hai dil todne ka
Wah ji waah kya hunar hai dil todne ka
Wah ji waah kya hunar hai dil todne ka

Arre bhoolna tumhare liye aam baat hogi
Tumko humari baatein kahan yaad hongi
Arre bhoolna tumhare liye aam baat hogi
Tumko humari baatein kahan yaad hongi
Kahan yaad hongi ji kahan yaad hongi

Arre naye naye chehron se roz naate jodne ka
Wah ji waah kya hunar hai dil todne ka
Wah ji waah kya hunar hai dil todne ka

Nazar ji nazar ji kiya karo kadar ji
Tez tez chalte ho rakha karo sabar ji
Nazar ji nazar ji kiya karo kadar ji
Tez tez chalte ho rakha karo sabar ji

Arre istemal karke log pichhe chhodne ka
Wah ji waah kya hunar hai dil todne ka
Wah ji waah kya hunar hai dil todne ka
Wah ji waah kya hunar hai dil todne ka