Veham Lyrics - Naezy | Punjabi Song
in Punjabi Songs
Watch the Video
Song Information
Veham song is sung by Naezy. This song is penned by Naved Shaikh and composed by Byg Byrd. It is produced by Gaurav Wadhwa. This song was released on 29 Aug 2019.
Directed by : Naezy
Creative Producer : Gaurav Wadhwa
Assistant Director : Sourav Sharma
Cinematographer : Dezwyn Tinwala
Gaffer : Ashok Kumar
Lyrics
Saare lage jaane kyun pechhe
Mera yeh khayal mujhe kheenche
Saare yeh sawaal mujhe puchhe
Milta hai kya sangeet se
Mere dil ko sukoon
Mere rooh ko chain
Main jab dhalta ismein
Mere bharte nain
Meri saasein thamti hain
Yeh dhadkan hai
Hoon main nakli vyakti
Hai yeh tera veham
Kab tak..
Ab to jaag ja
Kab tak sard rahenga
Jalti aag kya
Mere mein to jalti andar hai mom
Meri batti pighalti
Bheje ki ni chalti
Maska hai dil bole feelings phisalti
Trip thodi balti
Kiski hai ghalti
Narazgi kab tak ye
Ab tum bata do
Chaah kar bhi kush na rahun
Kyun main saza loon
Aasaan nahi kyun hai yeh
Bata wajah tu
Ummeed mein badh rahe
Main jaagun bhaagun
Kal ki jo beeti baat hai sabhi ki
Dil pe lai thi
Baaton ko woh bhula diya
Kadvi kasaili gandi ghinauni
Behadh fizul saari yaadon ko
Main bhula diya
Dushmanon ki sula diya
Chalti ka naam liya
Gaadi nahi li
Bhante ka kaam kiya
Bhatki nahi meri sab kuchh sambhal liya
Kuchh din ki bhaag daud
Phir kuchh din aaram kiya
Kab tak..
Ab to jaag ja
Kab tak sard rahenga
Jalti aag kya
Mere mein to jalti andar hai mom
Meri batti pighalti
Bheje ki ni chalti
Maska hai dil bole feelings phisalti
Trip thodi balti
Kiski hai ghalti
Narazgi kab tak ye
Ab tum bata do
Chaah kar bhi kush na rahun
Kyun main saza loon
Aasaan nahi kyun hai yeh
Bata wajah tu
Ummeed mein badh rahe
Main jaagun bhaagun
Barabar barabar
Saari baatein theek hain mana
Barabar barabar
Zindagi na milegi dobara
Barabar barabar
Meri jaan tu hai ik sitara
Barabar barabar
Chal mere sang, tere sang zamana
Kab tak..
Ab to jaag ja
Kab tak sard rahenga
Jalti aag kya
Mere mein to jalti andar hai mom
Meri batti pighalti
Bheje ki ni chalti
Maska hai dil bole feelings phisalti
Trip thodi balti
Kiski hai ghalti
Narazgi kab tak ye
Ab tum bata do
Chaah kar bhi kush na rahun
Kyun main saza loon
Aasaan nahi kyun hai yeh
Bata wajah tu
Ummeed mein badh rahe
Main jaagun bhaagun
Mera bhi to feeling ae
Maine bhi sambhala yeh
Zamane kabhi na mana
Mujhe bola main diwana
Har jagah se thokar mili
Yeh kar, kabhi woh kar
Bole do pal mein tum raja
Phir do pal mein tum joker bane
Baar baar roke mujhe, toke mujhe
Mauke kitne chhoote mere
Sapne kitne toote mere
Baar baar log mujhe bolne lage
Haar maan choor choor khwaab mere
Raat jaage baahar bhaag ke
Baatein chaar