वेहम veham song is sung by . Record label of this song is T-Series. This song is penned by and composed by . It is produced by Vivek Bhatnagar. This song was released on 14 Dec 2020.
Arranged & Programmed : Manan & Sarthak @namyoho studios
Mixed & Mastered : Eric pillai @future sound of Mumbai
Backing Vocals : Manan Bhardwaj
Strings section recorded : Surajit Ghosh Mazumdar
Strings section conducted : Prakash Varma
Aur kisi ko dil mein basaana
Humse kabhi yeh hoga nahi
Tujh bin dhadkan ka chal paana
Aisa kabhi bhi socha nahi

Saamne tum ho aur main tumko
Choo bhi na paaun paas na aaun
Maarde de mujhko jaan bhi le le
Mere yakeen ko jeene de

Tu mera hai yeh veham
Rehne de, rehne de
Tu mera hai yeh veham
Rehne de, rehne de

Ishq jo tumko phir se ho toh
Kehna na tum kuch bhi mujhko
Ho oh ishq jo tumko phir se ho toh
Kehna na tum kuch bhi mujhko

Sach sunke main mar jaaunga
Jhooth se man ko behlaane do
Sath bitaye un lamhon ki

Sath bitaye un lamhon ki
Khushbu saath mein rehne de

Tu mera hai yeh veham
Rehne de, rehne de

Parchayi se judke tumhaari
Jism yeh mera saath chalega

Parchayi se judke tumhaari
Jism yeh mera saath chalega
Laakh satayegi tanhaai
Yaad se teri man behlega

Marham saare saath tu le ja
Oh o marham saare saath tu le ja
Dard ko paas mein rehne de

Tu mera hai yeh veham
Rehne de, rehne de.