. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
tumhi ho mata, pita tumhi ho, tumhi ho badhu sakha tumhi ho

tumhi ho sathi tumhi sahare, koi na apna siva tumhare

tumhi ho nayya tumhi khivayya, tumhi ho badhu sakha tumhi ho

jo khil sake na vo phul ham hai, tumhare charno ki dhul ham hai

daya ki drishti sada hi rakhana, tumhi ho badhu sakha tumhi ho