. This song is penned by and composed by . It is produced by Bhushan Kumar. This song was released on 08 Apr 2019.
Produced By: Bhushan Kumar
Directed By: Ahmed Khan
Editing Team: Sachin Tiwari, Rishi Neupane, Vivek Shevade
DI and Online Edit: Nadeem Akhtar (Paperboyz Studioz)
2nd unit director: Adnan Shaikh
Hmm...
Jism ke samundar mein
Ik lehar jo thehari hai
Usme thodi harqat hone do, hone do
Shayari sunaati inn do nasheeli aankhon ko
Mujhko paas aake padhne do

Door se hi tum jee bhar ke dekho
Tum hi kaho kaise door se dekhun

Ab sambhalna nahi hai
Jo bhi hai wo sahi hai
Aao na...

Chand chhupa badal mein
Sharrma ke meri jaana
Seene se lag jaa tu
Balkha ke meri jaana

Mm.. gumsum sa hai, gupchup sa hai
Mad'hosh hai, khamosh hai
Ye samaa haan ye samaa kuch aur hai

Rokna nahi mujhko
Zidd pe aa gayi hoon main
Iss qadar deewanapan chadha
Dekho naa yahaan aake
Mera haal kaisa hai
Toot ke abhi tak na juda

Pyar toh naam hai sabr ka humdam
Wohi bhala bolo kaise sahe hum
Saawan ki raah jaise dekhe mor hai

Tumhe apna banaane ki kasam
Khaayi hai khaayi hai
Mujhe nazron mein rakh lo tum kahin
Kehna ye tumse hai

Chand chupa badal mein
Sharma ke meri jaana
Seene se lag ja tu
Balkha ke meri jaana