Tujhe Bhoolna Toh Chaaha Lyrics - Jubin Nautiyal
2021
About this song
- Song: Tujhe Bhoolna Toh Chaaha
- Artist: Rochak Kohli feat. Jubin Nautiyal
- Featuring: Jubin Nautiyal, Abhishek Singh & Samreen Kaur
- Music: Rochak Kohli
- Lyrics: Manoj Muntashir
- Music Supervision: Raj Chanana, Shivam Chanana, Sonal Chawla, Vivin Sachdeva
- Associate Production: Aakash Rijia & Firoz Khan
- Director: Ashish Panda
- Editor: Bunty Nagi
- Dop: Vishal Sinha
- Art Dir: Pradeep Banerjee
- Choreographer: Debo Suresh Nair
- Executive Producer: Pradip Khairwar
- Associate Dir: Arun Vishwakarma
- Costume Stylist : Komal Tindwani
- Focus Puller : Guru Datta Ramchandra Patil
- 1st Dop Asst: Sayed Abbas Haider Rizvi
- Dop Asst: Robin Adhikari
- Di & Vfx: Post House
- Colorist: Prashant Sharma
- 2nd Asst Dir: Molshri Singh & Avinash Nagtilak
- Intern AD: Karamjot Singh
- Casting (Samreen Kaur): Raj Gupta
- Hair & Makeup: Lochan Thakur & Lakshya Singh
- Asst Art Dir : Shaharyar Ansari
- Still Photographer: Vahishta Bharucha
- Making: Wali Mohommad Shaikh
- Dubbing: Surajit Ghosh Mazumdar & Dattatray Narvekar
- Line Producer:- Muneer Khan, Rahi Khan (Real Kashmir Productions).
- Production Team:- Waseem Khan, Junaid Rashid, Adil Manzoor, Dar Rameez
- Music Label: T-Series
Lyrics
Woh aankhein jo sirf mujhe dekhti thi
Woh hont jo sirf mujhe pukarte the
Unn par kisi aur ka hak bardasht nahi hota
Woh hont jo sirf mujhe pukarte the
Unn par kisi aur ka hak bardasht nahi hota
Waqt hi kahan tha tumhare paas
Ki un honthon par thahar sako
Unn aankhon mein utar sako
Ab main kisi aur ki ho chuki hoon
Ki un honthon par thahar sako
Unn aankhon mein utar sako
Ab main kisi aur ki ho chuki hoon
Kitne khushnaseeb the
Raatein sab charagon wali
Saare din bhi Eid the
Raatein sab charagon wali
Saare din bhi Eid the
Chahatein thi chand par
Dooriyon ki kya fikar
Jaise lafz aur batein aise nazdeek the
Dooriyon ki kya fikar
Jaise lafz aur batein aise nazdeek the
Teri judaiyon mein barse woh naina bhi
100 dard milke jinko rula na paaye
100 dard milke jinko rula na paaye
Tujhe bhoolna toh chaaha
Lekin bhula na paye
Tujhe bhoolna toh chaaha
Lekin bhula na paye
Jitna bhulana chaaha
Jitna bhulana chaaha
Tum utna yaad aaye
Lekin bhula na paye
Tujhe bhoolna toh chaaha
Lekin bhula na paye
Jitna bhulana chaaha
Jitna bhulana chaaha
Tum utna yaad aaye
Tujhe bhoolna to chaaha
Lekin bhula na paye
Tujhe bhoolna toh chaaha
Lekin bhula na paye
Lekin bhula na paye
Tujhe bhoolna toh chaaha
Lekin bhula na paye
Jis raat ankhein soye sukun se
Woh raat aati kyun nahi
Jis raat ankhein soye sukun se
Woh raat aati kyun nahi
Woh raat aati kyun nahi
Jis raat ankhein soye sukun se
Woh raat aati kyun nahi
Pichhle baras tu baahon se jaa chuki
To dil se jaati kyun nahi
Haan kyun teri yaadon ko
Ab tak sambhala hai
Tasveer teri hum kyun jala na paye
To dil se jaati kyun nahi
Haan kyun teri yaadon ko
Ab tak sambhala hai
Tasveer teri hum kyun jala na paye
Tujhe bhoolna toh chaaha
Lekin bhula na paye
Tujhe bhoolna toh chaaha
Lekin bhula na paye
Jitna bhulana chaaha
Jitna bhulana chaaha
Tum utna yaad aaye
Tujhe bhoolna toh chaaha ho
Lekin bhula na paye
Tujhe bhoolna toh chaaha
Lekin bhula na paye
Jitna bhulana chaaha
Jitna bhulana chaaha
Tum utna yaad aaye
Tujhe bhoolna toh chaaha ho
Bujhne laga hai dil
Khwaabon mein kaise yeh
Bairan hawayein main karun
Ab kiske aage main
Kholoon hatheli yeh
Kis’se duayein main karoon ho
Khwaabon mein kaise yeh
Bairan hawayein main karun
Ab kiske aage main
Kholoon hatheli yeh
Kis’se duayein main karoon ho
Koyi khuda hai to
Mazboor kyun hai woh
Bichhde dilon ko
Woh kyun mila na paye
Mazboor kyun hai woh
Bichhde dilon ko
Woh kyun mila na paye
Tujhe bhoolna toh chaaha
Lekin bhula na paye
Tujhe bhoolna toh chaaha
Lekin bhula na paye
Tujhe bhoolna toh chaaha
Lekin bhula na paye
Tujhe bhoolna toh chaaha
Lekin bhula na paye
Tujhe bhoolna toh chaaha
Kaun kehta hai ki
Bichadne mein mohabbat ki haar hai
Jo adhoora reh gaya
Woh bhi to pyar hai
Bas wohi to pyar hai
Bichadne mein mohabbat ki haar hai
Jo adhoora reh gaya
Woh bhi to pyar hai
Bas wohi to pyar hai
Tujhe bhoolna to chaaha
Lekin bhula na paye
Lekin bhula na paye