Tauba Ko Todna Padaa Lyrics - Ghulam Abbas
in Albums
Watch the Video
Song Information
Tauba ko todna padaa song is from Mehfil (2011) and it is sung by Ghulam Abbas.It stars and Ghulam Abbas in leading roles. This song is penned by Shamim Jaipuri and composed by Ghulam Abbas. This song was released on 28 Feb 2011.
Lyrics
Lehraake jhoom jhoom
Ke masti mein aakhir pee
Dil dil se aur aankh se
Aankhein mila ke pee
Aata nahin maza mujhe
Peene mein akele
Saaqi maza to jab
Hai ki tu bhi peela ke pee
Tauba ko todna padaa
Tauba ko todna padaa
Maikhana dekh kar
Tauba ko todna padaa
Maikhana dekh kar
Neeyat kharaab ho gayi
Neeyat kharaab ho gayi
Paimaana dekh kar
Tauba ko todna padaa
Maikhana dekh kar
Tauba ko todna padaa
Maikhana dekh kar
Ek mashvara hai aapko
Maano to maanlo
Ek mashvara hai aapko
Maano to maanlo
Ek mashvara hai aapko
Maano to maanlo
Jab bhi koi haseen mile
Jab bhi koi haseen mile
Juk jaana dekh kar
Jab bhi koi haseen mile
Juk jaana dekh kar
Neeyat kharaab ho gayi
Neeyat kharaab ho gayi
Paimaana dekh kar
Tauba ko todna padaa
Maikhana dekh kar
Tauba ko todna padaa
Maikhana dekh kar
Rehta hai hosh kab
Rukhe jaana ko dekhkar
Rehta hai hosh kab
Rukhe jaana ko dekhkar
Rehta hai hosh kab
Rukhe jaana ko dekhkar
Rukte hai paaon
Rukte hai paaon khud
Bhula maikhana dekhkar
Rukte hai paaon khud
Bhula maikhana dekhkar
Neeyat kharaab ho gayi
Neeyat kharaab ho gayi
Paimaana dekh kar
Tauba ko todna padaa
Maikhana dekh kar
Tauba ko todna padaa
Maikhana dekh kar
Main aa gaya ke aapka
Wada bhi tha yahin
Main aa gaya ke aapka
Wada bhi tha yahin
Main aa gaya ke aapka
Wada bhi tha yahin
Jab chand nikal aaye
Tum aa jaana dekh kar
Jab chand nikal aaye
Tum aa jaana dekh kar
Neeyat kharaab ho gayi
Neeyat kharaab ho gayi
Paimaana dekh kar
Tauba ko todna padaa
Maikhana dekh kar
Tauba ko todna padaa
Maikhana dekh kar
Maikhana dekh kar
Maikhana dekh kar.