Sun Rasiya Kaahe Ko Jalaaye Jiya Aaja Lyrics - Vyjayantimala | Lata Mangeshkar

1954

Lyrics

sun rasiya -2 kaahe ko jalaaye jiya aaja - (3)
(likh likh haaree balam tohe patiya
tujh bin kaise bitaau kaaree ratiya) - (2)
kaaree kaaree ratiya yeh kaaree kaaree ratiya
sun rasiya -2 kaahe ko jalaaye jiya aaja
(kab hoga pura saajan mera sapana
piya tum aake kahoge mujhe apana) - (2)
kab tum aake kahoge mujhe apana
sun rasiya -2 kaahe ko jalaaye jiya aaja
kaahe ko jalaaye jiya aaja - (2)