Shama jali parwana aaya song is from and it is sung by and .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Seth Jagat Narain. This song was released on 01 Jan 2018.
Shama jali parwana aaya
Shama jali
Shama jali parwana aaya
Shama jali
Pyar ki aag me jal jane ko
Aaj koi deewana aaya
Aaj koi deewana aaya
Shama jali


Shama jali parwana aaya
Shama jali
Aankh se nikle khushi ke aansu
Juba se ek afsana aaya
Juba se ek afsana aaya
Shama jali
Shama jali parwana aaya
Shama jali


Duniya mein do dilwalo ka
Milke bichadna
Khel nahi hai haye khel nahi hai
Duniya mein do dilwalo ka
Milke bichadna
Khel nahi hai haye khel nahi hai
Jivan bhar ka sang hai apna
Char dino ka mel nahi hai
Jivan bhar ka sang hai apna
Char dino ka mel nahi hai
Laut ke mahfil mein fir teri
Dekh tera mastana aaya
Shama jali
Shama jali parwana aaya
Shama jali
Shama jali parwana aaya
Shama jali


Hum bhi jale parwana bankar
Hamko sikha do apni adaye
Hum bhi jale parwana bankar
Hamko sikha do apni adaye
Tum kya jano aaj parai
Ho na sakengi tumse jafaye
Tum kya jano aaj parai
Ho na sakengi tumse jafaye
Hamne jo fuka tan man apna
Jab hi tumhe jal jana aaya
Hamne jo fuka tan man apna
Jab hi tumhe jal jana aaya
Shama jali parwana aaya
Shama jali
Shama jali parwana aaya
Shama jali.