Shaadi Karke Phas Gaya Yaar Lyrics - Judaai | Anil Kapoor | Urmila Matondkar | Paresh Rawal | Alka Yagnik | Shankar Mahadevan
in Movies
Watch the Video
Song Information
Shaadi karke phas gaya yaar song is from Judaai (1997) and it is sung by Alka Yagnik, Shankar Mahadevan and Bali Brahmbhatt.It stars Anil Kapoor, Urmila Matondkar, Paresh Rawal, Johny Lever in leading roles. This song is penned by Sameer and composed by Nadeem Saifi, Shravan Rathod. It is produced by Surinder Kapoor. This song was released on 01 Feb 1997.
Lyrics
Hayo rabba, hayo rabba, hayo rabba
Shaadi karke
Shaadi karke phas gaya yaar
Achcha khasa tha kanwara
Oh shaadi karke phas gaya yaar
Achcha khasa tha kanwara
Arre jo khaaye pachhtaaye
Jo na khaaye woh lalchaaye
Jo khaaye pachhtaaye
Jo na khaaye woh lalchaaye
Door se meetha lagta hai
Yeh kadwa laddu pyara
Shaadi karke
Shaadi karke phas gaya yaar
Achcha khasa tha kanwara
Oh shaadi karke phas gaya yaar
Achcha khasa tha kanwara
Aasman ki pari ho chahe gori ho ya kaali
Chaar dino ki chandni hoti hai har gharwali
Appa dappa chappa aah..
Appa dappa chappa aah..
Aasman ki pari ho chahe gori ho ya kaali
Chaar dino ki chandni hoti hai har gharwali
Shaadi karne wala bas shaadi ke din hasta hai
Saari umra woh rota hai
Is jaal mein jab phansta hai
Dar dar bhatke
Dar dar bhatke mere yaar
Dekho is aafat ka mara
Oh shaadi karke phas gaya yaar
Achcha khasa tha kanwara
Arre sun mere Harry re
Arre sun mere Hirwa, sun Heera Lal re
Saare agar kanware hote
Na karta koi shaadi
Kaise chalti yeh duniya
Kaise badhti aabadi
Saare agar kanware hote
Na karta koi shaadi
Kaise chalti yeh duniya
Kaise badhti aabadi
Byaah racha ke jo na main
Teri mummy ko laata
Bol zara pagle tu kaise
Is dharti pe aata
Tere jaisa, tere jaisa
Moorakh na paida ho kahin dobara
Shaadi karke phas gaya yaar
Achcha khasa tha kanwara
Mere tan ka gehna ban gaye
Chanda aur sitaare
Maine jitne sapne dekhe
Poore ho gaye saare
Aaj main kitni khush hoon
Jeevan ki khushiyon ko paa ke
Jee karta hai naachun
Bin paayal ghunghroo chhanka ke
Jaise din ke bina adhoori hoti raina kaali
Do pahiyon ke bina chale na
Gaadi jeevan waali
Mere apne, mere apne meri jaan
Maine tum pe sab kuchh vaara
Oh shaadi karke phas gaya yaar
Achcha khasa tha kanwara
Jo na khaaye woh lalchaaye
Jo khaaye pachhtaaye
Jo na khaaye woh lalchaaye
Door se meetha lagta hai
Yeh kadwa laddu pyara
Shaadi karke
Shaadi karke phas gaya yaar
Achcha khasa tha kanwara
Oh shaadi karke phas gaya yaar
Achcha khasa tha kanwara