Sawan aaya hai song is from and it is sung by . This song was released on 29 Oct 2015.
Muhabbat barsa dena tu, Sawan aaya hai
Tere aur mere milne ka, mausam aaya hai
Muhabbat barsa dena tu, sawan aaya hai
Tere aur mere milne ka, mausam aaya hai

Sab se chhipa ke tujhe, sine se lagana hai
Pyar me tere hadd se, guzar jaana hai
Itna pyar kisi pe pehli baar aaya hai

Kyon ik pal ki bhi judaai sahi jaaye naa
Kyun har subah tu meri
Saason mein samaaye naa
Aa jana tu mere paas
Doonga itna pyaar main
Kitni raat ghuzaari hai tere intezaar me
Kaise bataaun jazbaat ye mere
Maine khud se bhi jiyada tujhe chaha hai

Sab kuch chod ke aana too, saawan aaya hai
Tere aur mere milne ka mausam aaya hai
Sab se chhipa ke tujhe, sine se lagana hai
Pyar me tere hadd se, guzar jaana hai
Itna pyar kisi pe pehli baar aaya hai

Muhabbat barsa dena tu, sawan aaya hai
Tere aur mere milne ka, mausam aaya hai
Muhabbat barsa dena tu, sawan aaya hai
Tere aur mere milne ka, mausam aaya hai