Sajna song is sung by . Record label of this song is Times Music. This song is penned by and composed by . It is produced by Sugandha Mishra. This song was released on 08 Dec 2019.
Composer - Angel Borthakur
Mixed & Mastered - Diganta Bordoloi
Vocal Designer - Anil Doley(Mumbai)
Chorus - Kakoli Gohain Nath, Rajashri Kalita, Sayarani Melang
Recorder At - Studio Zero Mile (Guwahati) - Poran Borkakoty
Sajna Kyun Ishq Mein
Hara Main Hara
Sajjna Ye Ishq Tha
Janmon Ka Yaara

Sajna Kyun Ishq Mein
Hara Main Hara
Sajjna Ye Ishq Tha
Janmon Ka Yaara

Sajna Na Aayi
Tu Aayi Dubaara
Jis Dil Ne Chaaha Tujhko
Usko Bhulaya
Jis Dil Ne Chaaha Tujhko
Usko Rulaya

Khona Saajan Na Tu
Khuda Ka Sajda Kar Tu
Ishq Mein Sahaara Tute Na

Yaad Sataye Mohe
Praan Jalaye Mere
Prem Lagan Kyun
Choote Na Choote

Prem Ki Ye Raahein
Rushwa Hi De Kaahein
Raag Yeh Dil Ka
Jogi Sunaiye

Khona Saajan Na Tu
Khuda Ka Sajda Kar Tu
Ishq Mein Sahaara Tute Na

Ya Khudaya Kyun Banaya
Jab Dil Hi Raha Mera Toota
Ya Khudaya Kyun Banaya
Jab Dil Hi Raha Mera Toota

Sajna Kyun Ishq Mein
Hara Main Hara
Sajjna Ye Ishq Tha
Janmon Ka Yaara

Sajna Kyun Ishq Mein
Hara Main Hara
Sajjna Ye Ishq Tha
Janmon Ka Yaara

Khona Saajan Na Tu
Khuda Ka Sajda Kar Tu
Ishq Mein Sahaara Tute Na

Juda Hoke Puchhegi Khud Se
Kya Kya Na Tune Gawayan
Juda Hoke Puchhegi Khud Se
Kya Kya Na Tune Gawayan

Sajjna Kyun Ishq Mein
Hara Main Hara
Sajjna Ye Ishq Tha
Janmon Ka Yaara

Sajjna Kyun Ishq Mein
Hara Main Hara
Sajjna Ye Ishq Tha
Janmon Ka Yaara

Khona Saajan Na Tu
Khuda Ka Sajda Kar Tu
Ishq Mein Sahaara Tute Na

Sajjna Kyun Ishq Mein
Sajjna Kyun Ishq Mein