saare jahaaN kii amaanat hai ye Lyrics - Amitabh Bachchan | Preity Zinta | Randhir Kapoor | Kishore Kumar

1953

Lyrics

jiivan mitaanaa hai diivaanaapan
koii pyaar jiivan se pyaaraa nahiin
pyaaraa nahiin
aa, ha haa ahaa
saare jahaan kii amaanat hai ye
ye jiivan tumhaaraa tumhaaraa nahiin
hain jiine ke laakhon sahaare yahaan
bas ek hii to sahaaraa nahiin
aa, ha haa ahaa
agar koii duniyaa se ruuthe to kyaa
koii phuul khilate hii tuute to kyaa
sitaare hazaaron hain aakaash par
bas ek hii to sitaaraa nahiin
aa, ha haa ahaa
kisii ke iraadon ke kaatir jiyo
kisii ke muraadon ke kaatir jiyo
hai yaadon men jiinaa bhii to zindagii
jiinaa tumhen kyon gavaaraa nahiin
aa, ha haa ahaa
kaisii udaasii hai kaisaa hai sog
jiivan men aate hain jaate hain log
nayaa koii saathii khadaa raahon men
use pyaar se kyon pukaaraa nahiin
aa, ha haa ahaa