Raaz-E-Ulfat Chhupa Ke Dekh Liya Lyrics - Munni Begum

2013

Lyrics

Raaz-e-ulfat chhupa ke dekh liya
Raaz-e-ulfat chhupa ke dekh liya
Dil bahot kuch jala ke dekh liya
Dil bahot kuch jala ke dekh liya
Raaz-e-ulfat

Aur kya dekhne ko baaki hain
Aur kya dekhne ko baaki hain
Aap se dil laga ke dekh liya
Aap se dil laga ke dekh liya
Raaz-e-ulfat chhupa ke dekh liya
Raaz-e-ulfat

Woh mere hoke bhi mere na huye
Woh mere hoke bhi mere na huye
Unko apna bana ke dekh liya
Unko apna bana ke dekh liya
Raaz-e-ulfat chhupa ke dekh liya
Raaz-e-ulfat

Aaj unki nazar mein kuchh humne
Aaj unki nazar mein kuchh humne
Sabki nazre bacha ke dekh liya
Sabki nazre bacha ke dekh liya
Raaz-e-ulfat chhupa ke dekh liya
Raaz-e-ulfat

Faiz taknee re gham bhi ho na saki
Faiz taknee re gham bhi ho na saki
Ishq ko aajmaake dekh liya
Ishq ko aajmaake dekh liya
Raaz-e-ulfat chhupa ke dekh liya
Dil bahot kuch jala ke dekh liya
Raaz-e-ulfat chhupa ke dekh liya
Raaz-e-ulfat.