Pyar mein dil pe maar de goli song is sung by and . The music of this song is composed by . This song was released on 11 Nov 2019.
Pyar mein dil pe maar de goli lele meri jaan (x2)

Ho jaan-e-jahan mar kar bhi yahan

Tera peechha chhodoon na na na na

Ho pyar mein dil pe maar de goli lele meri jaan

Ho jaan-e-jahan mar kar bhi yahan

Tera peechha chhodoon na na na na

Pyar mein dil pe maar de goli lele meri jaan

Arre abhi roothe tu, abhi maane tu

Tauba yeh kya hai nazara

Kabhi bole na kabhi bole haan

Teri adaaon ne mara

Abhi roothe tu, abhi maane tu

Tauba yeh kya hai nazara

Kabhi bole na kabhi bole haan

Teri adaaon ne mara

Tu laakh chhupa tha mujhko pata

Teri na mein chhupi thi haan haan haan haan

Pyar mein dil pe maar de goli lele meri jaan

Aisa to kabhi socha hi nahin

Yeh pyar hai itna pyara

Aa hi gayi main baahon mein teri

Dil ne yun dil ko pukara

Aisa to kabhi socha hi nahin

Yeh pyar hai itna pyara

Aa hi gayi main baahon mein teri

Dil ne yun dil ko pukara

Tere jaisa haseen, tere jaisa jawan

Koi hai mehboob kahan

Pyar mein dil pe maar de goli lele meri jaan

Hey tere bina main, mere bina tu

Thi zindagi mein adhoori

O jaan-e-jaan yahan jeene ke liye

Tha apna milna zaroori

Tere bina main aaha

Mere bina tu oho

Thi zindagi mein adhoori

O jaan-e-jaan yahan jeene ke liye

Tha apna milna zaroori

Mere dil mein hai tu

Tere dil mein hoon main

Jeena hai sath yahan

Arre pyar mein dil pe maar de goli lele meri jaan

Pyar mein dil pe maar de goli lele meri jaan

O jaan-e-jahan mar kar bhi yahan

Tera peechha chhodoon na na na na

Pyar mein dil pe maar de goli lele meri jaan