Piya karte hain chhupkar song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 19 Sep 1985.
Rindo ki nazar mein maikhana
Kabe se bhi badhkar hota hain
Saqi ki gali ka ik phera
So haz ke bara bar hota hain


Piya karte hain chhupkar
Sekha ji rozana rozana
Piya karte hain chhupkar
Sekha ji rozana rozana
Chale aate hain aadhi raat ko
Maikhana rozana
Piya karte hain chhupkar
Sekha ji rozana rozana
Piya karte hain chhupkar
Sekha ji rozana rozana


Mohabbat jaan bhi deti hai
Tarsaati bhi hai yaaro
Mohabbat jaan bhi deti hai
Tarsaati bhi hai yaaro
Kabhi paimana barso mein
Kabhi paimana rozana
Piya karte hain chhupkar
Sekha ji rozana rozana
Piya karte hain chhupkar
Sekha ji rozana rozana


Pareshaan hoon kamal jaisi
Ye aankhein chum lene do
Pareshaan hun kamal jaisi
Ye aankhein chum lene do
Ke in phoolo pe mandayega
Ye bhanwara na rozana
Piya karte hain chhupkar
Sekha ji rozana rozana
Piya karte hain chhupkar
Sekha ji rozana rozana


Sharabo ko na jaane log
Kyun badnaam karte hain
Sharabo ko na jaane log
Kyun badnaam karte hain
Ke main to mar gaya hota
Agar peeta na rozana
Piya karte hain chhupkar
Sekha ji rozana rozana
Piya karte hain chhupkar
Sekha ji rozana rozana


Kabhi chilman utha kar
Dekhato lo baat mat karna
Kabhi chilman utha kar
Dekhato lo baat mat karna
Ke dil thame huye aata hain
Ek deewana rozana
Piya karte hain chhupkar
Sekha ji rozana rozana
Piya karte hain chhupkar
Sekha ji rozana rozana


Kisi din bazmen saaqi se
Nikale jaaoge qaiser
Kisi din bazmen saaqi se
Nikale jaaoge qaiser
Nibhaoge kahan tak sath ye
Shahana rozana
Piya karte hain chhupkar
Sekha ji rozana rozana
Piya karte hain chhupkar
Sekha ji rozana rozana
Chale aate hain aadhi raat ko
Maikhana rozana
Piya karte hain chhupkar
Sekha ji rozana rozana
Piya karte hain chhupkar
Sekha ji rozana rozana.