Phir hatheli pe song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Phir hatheli pe lakeero
Ka samandar dekhun
Laa tera hath ke main
Apna muqaddar dekhun
Phir hatheli pe lakeero ka
Samandar dekhun
Laa tera hath ke main
Apna muqaddar dekhun


Dhundata rehata hoon
Cheharo ke ghane jungal mein
Dhundata rehata hoon
Cheharo ke ghane jungal mein
Shayad ek roj
Tera roop kahin par dekhun
Laa tera hath ke main
Apna muqaddar dekhun


Mujhko maloom hain
Sajish to karegi duniya
Mujhko maloom hain
Sajish to karegi duniya
Khaab choon loon to
Kahin waqt se
Chhupkar dekhun
Laa tera hath ke main
Apna muqaddar dekhun


Phir hatheli pe lakeero ka
Samandar dekhun
Laa tera hath ke main
Apna muqaddar dekhun.