पीने लगे हो Peene Lage Ho Lyrics - Rohanpreet Singh
2021 Desi Music Factory
About this song
- Shayari : Rana Sotal
- Featuring: Rohanpreet Singh & Jasmin Bhasin
- Song - Peene Lage Ho
- Singer - Rohanpreet Singh
- Music - Rajat Nagpal
- Lyrics - Kirat Gill
- Dholak & Tabla - Raju Sardaar ,Sanjeev Sen and team .
- Guitars - Shomu Seal
- Violin - Manas
- Producer - Anshul Garg
- Director - Neha Kakkar
- DOP - Shinda Singh
- Project Head - Raghav Sharma
- Chief AD - Zoravar Brar
- Assistant Director - Aashish Prasad
- Project Manager - Piyush Chandak & Gaurav Arora
- Choreographer - Sumit Kumar
- Stylist - Outro by Akshita & Anulika
- Production - RS Films Production
- Asst. Prod - Jaadu & Rajat
- Editor - Gaurav Mehra
- Art Director - Rajan arts
- DI Coloring - Onkar Singh
- Artwork - Vicky Sandhu
- Travel Partner - PRM Hospitality
- Distribution - Believe Digital
- Promotions - Underdog Digital
- LYRICS - PEENE LAGE HO
- Maine ankhon se ta-umar tujko tha giraya nahi ..
Lyrics
Hmm maine tujhe mujhe hamesha se
Ik hi tha kaha
Tune mujhe chhoda sirf keh kar
Main tera nahi
Ik hi tha kaha
Tune mujhe chhoda sirf keh kar
Main tera nahi
Kabhi joda kabhi toda
Tere hi hisabon se
Maine aankhon se taan umar
Tujhko tha giraya nahi
Tere hi hisabon se
Maine aankhon se taan umar
Tujhko tha giraya nahi
Nafrat thi mere peene se
Maine suna mehfil mein unki
Ab peene lage ho
Ab peene lage ho
Ab peene lage ho
Maine suna mehfil mein unki
Ab peene lage ho
Ab peene lage ho
Ab peene lage ho
Kaise ho aaj kal
Mujhe chhod kar
Maine suna jeene lage ho
Haan jeene lage ho
Haan jeene lage ho
Mujhe chhod kar
Maine suna jeene lage ho
Haan jeene lage ho
Haan jeene lage ho
Kaise ho aaj kal
Mujhe chhod kar
Maine suna peene lage ho
Haan peene lage ho
Haan peene lage ho
Mujhe chhod kar
Maine suna peene lage ho
Haan peene lage ho
Haan peene lage ho
Sagar mein rehte ho
Kashti ko kya dekhoge
Pairon ke niche rehti
Jo hasti ko kya dekhoge
Kashti ko kya dekhoge
Pairon ke niche rehti
Jo hasti ko kya dekhoge
Main tumko tum mujhko
Ab aur nahi kyun dekh rahe
Chheetein jo badnam kare
Woh aur nahi kyun fenk rahe
Ab aur nahi kyun dekh rahe
Chheetein jo badnam kare
Woh aur nahi kyun fenk rahe
Mera dil rukk chuka jo
Kaise sunoge tum
Ke seene lage ho
Haan seene lage ho
Seene lage ho
Kaise sunoge tum
Ke seene lage ho
Haan seene lage ho
Seene lage ho
Kaise ho aaj kal
Mujhe chhod kar
Maine suna jeene lage ho
Haan jeene lage ho
Haan jeene lage ho
Mujhe chhod kar
Maine suna jeene lage ho
Haan jeene lage ho
Haan jeene lage ho
Dekho logo dekho
Humari kya haisiyat thi
Do aansu de na sake
Unke haaye yaar ki maiyat thi
Humari kya haisiyat thi
Do aansu de na sake
Unke haaye yaar ki maiyat thi
Do aansu de na sake
Unke haaye yaar ki maiyat thi
Unke haaye yaar ki maiyat thi
Meri baahon se unki
Baahon tak safar tha kaisa
Aankhon se bolte ho jo
Jhuthon ka asar tha kaisa
Baahon tak safar tha kaisa
Aankhon se bolte ho jo
Jhuthon ka asar tha kaisa
Raton mein kisko tum
Ab aksar milne jate ho
Kamre mein band karke
Ab kaun si karte baatein ho
Ab aksar milne jate ho
Kamre mein band karke
Ab kaun si karte baatein ho
Chalo dedi fursatein kirat ne
Kyun uski saanso ke din
Ginn ne lage ho
Ho ginn ne lage ho
Haan ginn ne lage ho
Kyun uski saanso ke din
Ginn ne lage ho
Ho ginn ne lage ho
Haan ginn ne lage ho
Kaise ho aaj kal
Mujhe chhod kar
Maine suna jeene lage ho
Haan jeene lage ho
Haan jeene lage ho
Mujhe chhod kar
Maine suna jeene lage ho
Haan jeene lage ho
Haan jeene lage ho
Kaise ho aaj kal
Mujhe chhod kar
Maine suna peene lage ho
Haan peene lage ho
Haan peene lage ho
Mujhe chhod kar
Maine suna peene lage ho
Haan peene lage ho
Haan peene lage ho
Tumko humse pyar nahi
Dil ke yeh bharam nikle
Bas ek khwaish poori hui
Teri baahon mein dum nikle
Dil ke yeh bharam nikle
Bas ek khwaish poori hui
Teri baahon mein dum nikle
Kyun majbooriyan chupayi tumne
Kyun hothon ko seene lage
Humne toh tere gham mein pee
Tum kis khushi mein peene lage
Tum kis khushi mein peene lage.
Kyun hothon ko seene lage
Humne toh tere gham mein pee
Tum kis khushi mein peene lage
Tum kis khushi mein peene lage.