Parvati Valley Lyrics - Lil Golu | Ritu Pathak | Punjabi Song
in Punjabi Songs
Watch the Video
Song Information
Parvati valley song is sung by Lil Golu and Ritu Pathak. This song is penned by Dheeraj Pandey and composed by Vikram Nagi. This song was released on 14 Feb 2018.
Lyrics
Chalein Parvati Valley
Wahaan todenge kali
Phir haathon mein mali
Phir hothon se laga ke
Bam baba ki gali
Chalein Parvati Valley
Chalein Parvati Valley
Chalein Parvati Valley
Chalein…?
Chalein…?
Chalein…?
Chalein Parvati Valley
Wahaan todenge kali
Phir haathon mein mali
Phir hothon se laga ke
Bam baba ki gali
Chalein Parvati Valley
Chalein Parvati Valley
Chalein Parvati Valley
Chalein…?
Chalein…?
Chalein…?
Do hazaar rupay hain, tola lelo
Jisko jitni need
Naam hain anek iske
Hai ye ek hi cheej
Koi bolta hain maal
Koi bolta hain weed
Main to bas phoonk deta hoon
Kinare pe karke beech
Boom karta main has kar
Saare bolte hain bas kar
Parvati Valley ka maal
Chaar dum chakkar
Kaal mrityu woh marta hain
Jo kaam kare chandal ka
Aur kaal bhi uska kya kare
Jo bhakt ho mahakaal ka…
Na chinta kaam dhaam ki
Na apni avaam ki
Na ikka na gulam ki
Na husn ki na jaam ki
Valley mein connection hain
Bhole baba ke dhaam ki…
Chalein Parvati Valley
Chalein… Parvati Valley
Chalein… Parvati Valley
Chalein… Parvati Valley
Chalein?
Mujhe daayein dikhe na ab baayein
Parsad Malaana ka khayein
Tan mera aisa mehak utha
Madhushala mein poori nahai
Jaise Shivji ki jataa se
Barse amrit Ganga Maai…
Chalein Parvati Valley
Wahaan todenge kali
Phir haathon mein mali
Phir hothon se laga ke
Bam baba ki gali
Chalein Parvati Valley
Chalein Parvati Valley
Chalein Parvati Valley
Chalein… Bam baba ki gali
Chalein… Parvati Valley
Chalein… Parvati Valley
Chalein?