O piya song is sung by . The music of this song is composed by . This song was released on 10 Nov 2019.
O piya

O piya o piya, le ke doli aa,

O piya o piya, le ke doli aa,

Chalun main teri gali,

Chalun main teri gali,

O piya ki gali to lage sabse bhali,

O piya o piya, le ke doli aa,

O piya o piya, le ke doli aa

Saat ke rang ke khwab hain,

Aankon mein saje,

Soye soye arman aaj dil me jage,

Saat ke rang ke khwab hain,

Aankon mein saje,

Soye soye arman aaj dil me jage

Chalun main teri gali,

Chalun main teri gali,

O piya ki gali to lage sabse bhali,

O piya o piya, le ke doli aa,

O piya o piya,

Le ke doli aa

Hathon ki lakiron me aa chupa le muzhe,

Kar na paye fir koi juda bhi hamein,

Hathon ki lakiron me aa chupa le muzhe,

Kar na paye fir koi juda bhi hamein,

Chalun main teri gali,

Chalun main teri gali,

O piya ki gali to lage sabse bhali,

O piya o piya, le ke doli aa,

O piya o piya, le ke doli aa