Nahi Woh Saamne Lyrics - Akshay Kumar | Tamannaah Bhatia | Sonu Sood | Atif Aslam

2014

Lyrics

khamoshi ke khat wo mere naam kar gaya
kore kore dil pe mere, yaade bhar gaya
puchhun main khuda se ye tune kya kiya
jo tohfa diya tha, wo kyun hai le liya
nahi wo saamne, ye kaise maan loon
nahi wo saamne, ye kaise maan loon
ha koi bata de, rakhun main kaise ab sabar
nahi wo saamne, ye kaise maan loon
nahi wo saamne, ye kaise maan loon