Mainne Kyaa Ji, Ki Gal Hai Koi Nahin Lyrics - Jaaneman | Hema Malini | Dev Anand | Ajit | Kishore Kumar | Lata Mangeshkar
in Movies
Watch the Video
Song Information
Mainne kyaa ji, ki gal hai koi nahin song is from Jaaneman (1976) and it is sung by Kishore Kumar and Lata Mangeshkar.It stars Hema Malini, Dev Anand, Ajit and Prem Nath in leading roles. This song is penned by Anand Bakshi and composed by Laxmikant Pyarelal. It is produced by Dev Anand. This song was released on 30 Jul 1976.
Lyrics
maine kya ji, oy ki gal hai, koyi nahi ji koyi nahi
ki gal hai, koyi nahi, aji ki gal hai, koyi nahi
ki gal hai, koyi nahi, aji ki gal hai, koyi nahi
teri aankho se lagta hai tu kal raat ko soyi nahi
ki gal hai, koyi nahi, aji ki gal hai, koyi nahi
nind hai kya kaun si chiz jo maine tere pyar me khoyi nahi
ki gal hai, koyi nahi, aji ki gal hai, koyi nahi
gal ka matlab baat
gal ka matlab baat bich na baat nahi koyi aisi
dil ki aag bujhaaye jo barasaat nahi koyi aisi
ji bhar ke ham mile ho jab mulaaqaat nahi koyi aisi
jab mai saari raat na jaagi raat nahi koi aisi
are ye to meri himmat hai
are ye to meri himmat hai mai tadapi jaagi royi nahi
ki gal hai, koyi nahi, aji ki gal hai, koyi nahi
ki gal hai, koyi nahi, aji ki gal hai, koyi nahi
ik ham aaj akele us pe mausam ye mastana
jaag utha dil me shaayad dard koyi purana
tu jo kuchh bhi aaj kahegi hoga ik bahana
mai tujhko chhedunga varna chhod de ye sharmaana
dekhne-sunane vaala haan
dekhne-sunane vaala duja aur yahaan par koyi nahi