Kuraane song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
kuchh sunghti meri jibh hain
fir se jagi meri bhukh hain
kuchh sunghti meri jibh hain
fir se jagi meri bhukh hain
teri bhi to jarurat hu main
jaayega tu bhi kahan
kuraane kuraane kuraane kuraane

muft ki khushabu tujhko khinche
chalta aa bas chalta aa
chalta aa bas chalta aa
haath tu khole aankh tu minche
chalta aa bas chalta aa
chalta aa bas chalta aa
dekh le ishthaar ye taza
chalta aa bas chalta aa
chalta aa bas chalta aa
aa tu khol tatel me ajaa
chalta aa bas chalta aa
chalta aa bas chalta aa
chhut me sab kuchh tujhpe lutaaun
chalta aa bas chalta aa
chalta aa bas chalta aa
hole se tujhko aa main chhapaau
chalta aa bas chalta aa
chalta aa bas chalta aa
haath tu khole chalta aa
aankh tu minche chalta aa
kuraane kuraane kuraane kuraane

tujhpe laga hu bund ke jaisa
abhi kya tu samjhana
abhi kya tu samjhana
aaya nikal hu tond ke jaisa
abhi kya tu samjhana
abhi kya tu samjhana
tujhpe dike hain ye mere bhaale
abhi kya tu samjhana
abhi kya tu samjhana
chipka diye hain saare mashaale
abhi kya tu samjhana
abhi kya tu samjhana
paanv ke niche pith hain teri
abhi kya tu samjhana
abhi kya tu samjhana
maut ye teri jeet hain meri
abhi kya tu samjhana
abhi kya tu samjhana
maut ye teri samjhana
jeet ye meri samjhana
kuraane kuraane kuraane kuraane
kuraane kuraane kuraane kuraane