Krishna Krishna Lyrics - Ashita Limaye
in Movies
Watch the Video
Song Information
Krishna krishna song is from Radha Madhav - The Art Of Living and it is sung by Ashita Limaye. The music of this song is composed by Sachin Limaye. This song was released on 09 Feb 2015.
Lyrics
meri nayi bansi ki dhun
radha meri aake tu sun
baho me aa aake bujha man ki mere tarishna
meri nayi bansi ki dhun
radha meri aake tu sun
baho me aa aake bujha man ki mere tarishna
krishna krishna krishna krishna
rup ke mele me preet ke mele me
dekh le kho gaya aake kanha tera
rup ke mele me preet ke mele me
dekh le kho gaya aake kanha tera
krishna krishna krishna krishna
meri nayi bansi ki dhun
radha meri aake tu sun
baho me aa aake bujha man ki mere tarishna
krishna krishna krishna krishna
mai jaha jata hu bas tumhe pata hu
kya kahu kaamini hal kya hai mera
mai jaha jata hu bas tumhe pata hu
kya kahu kaamini hal kya hai mera
krishna krishna krishna krishna
meri nayi bansi ki dhun
radha meri aake tu sun
baho me aa aake bujha man ki mere tarishna
krishna krishna krishna krishna