Khushi jab bhi teri song is sung by . Record label of this song is T-Series. This song is penned by and composed by . This song was released on 23 Aug 2021.
Song: Khushi Jab Bhi Teri
Singer: Jubin Nautiyal
Music: Rochak Kohli
Lyrics: A M Turaz
Music Production, Mix and Master: Aditya Dev
Saari galiyan teri Jagmaga dunga main
Har subah teri khud ko Bana dunga main
Saari galiyan teri Jagmaga dunga main
Har subah teri khud ko Bana dunga main

Tu chalegi jo ghar se Nikal ke kahin
Toh raste mein khud ko Bicha dunga main
Khuda jaane mujhme Tu kya dekhti hai
Main tujhme khuda ka Karam dekhta hoon

Khushi jab bhi teri
Ho khushi jab bhi teri Main kam dekhta hoon
Khushi jab bhi teri Main kam dekhta hoon
Toh phir main kahan Apne gam dekhta hoon

Khushi jab bhi teri Main kam dekhta hoon
Toh phir main kahan Apne gam dekhta hoon

Kayi roz tak Paani peeta nahi phir
Haan kayi roz tak Paani peeta nahi phir
Main jab teri aankhon ko Naam dekhta hoon
Khushi jab bhi teri

Ho tu dekhe na dekhe Humein gham nahi
Magar tujhko dekhe Bina hum nahi
Ho tu dekhe na dekhe Humein gam nahi
Magar tujhko dekhe Bina hum nahi

Khyalon mein har pal Hi rehta hai tu
Yeh rehne ko zinda Hume kam nahi
Tere sath ke ek Lamhe mein bhi main
Tere sath ke sau Janam dekhta hoon
Khushi jab bhi

Tujhko kiya yaad Duniya bhulayi hai
Seene mein aisi Lagan ik lagayi hai
Teri tanhaai meri Jaan pe ban aayi hai
Milne ki maangu dua
Milne ki maangu dua

Nazar bhar ke jab Dekhta hoon tujhe main
Toh zhakhmo pe dil ke Marham dekhta hoon

Khushi jab bhi teri Main kam dekhta hoon
Toh phir main kahan Apne gham dekhta hoon
Khushi jab bhi teri Main kam dekhta hoon
Toh phir main kahan Apne gham dekhta hoon

Khushi jab bhi teri
Khushi jab bhi teri
Khushi jab bhi teri.