कौन तुझे kaun tujhe song is sung by . Record label of this song is T-Series Haryanvi. This song is penned by and composed by . This song was released on 25 Feb 2022.
Song: Kaun Tujhe – Haryanvi
Singer: Renuka Panwar
Music: Amaal Malik
Lyrics: Renuka Panwar, Manoj Muntashir
Project: Naresh Kaka
Har pal tanne sochun main
Tujhme hi khoyi rehti hoon
Tere dil ke andar main
Dhadkan banke dhadakti hoon

Naam tera jad leve koyi
Tere naam se haami bharti hoon
Kaun tanne nyun pyar karega
Jis tariya main karti hoon

Haan aa aa aa
Haan aa aa aa

Tu ae se duniya meri
Tu ae se mera jahaan
Bin kahe sunn loon main
Jo tere dil mein chhupa

Suniye sada ae
Kehve se hawa yeh
Tujhme meri duniya basi

Tere bina jo jeena pade
Us pal te main darti hoon
Kaun tanne nyun pyar karega
Jis tariya main karti hoon

Haan aa aa aa
Haan aa aa aa

Tere ishq ki hawa
Rooh ne meri chhoo gayi
Kaisa yo jaadu karya
Main ab main na rahi

Kaisa safar hai
Na koyi bhi dar hai
Dil mera jaave re uda

Tu baarish banke aaya
Main boond ki tarah barasti hoon
Kaun tanne nyun pyar karega
Jis tariya main karti hoon

Haan aa aa aa
Haan aa aa aa.