कहीं करता होगा वो मेरा इंतज़ार kahin karta hoga woh mera intezar song is sung by . Record label of this song is Saregama Music. This song is penned by and composed by . This song was released on 25 Jun 2020.
Video : Videogram
Featuring : Dhrriti Saharan & Saif Ali Hussain
Director : Divya & Aman Sutdhar
Dop : Shinda Singh
Edit & Grade : Onkar Singh
Kahin karta hoga woh mera intezar
Jiski tamanna mein phirti hu bekarar

Kahin karta hoga woh mera intezar
Jiski tamanna mein phirti hu bekarar
Kahin karta hoga woh mera intezar
Jiski tamanna mein phirti hu bekarar

Armaa hai koyi pass aaye
In hatho mein wo hath laye
Phir khawabo ki ghata chhaye
Barsaye khumar….
Armaa hai koyi pass aaye
In hatho mein wo hath laye
Phir khawabo ki ghata chhaye
Barsaye khumar

Kahin karta hoga woh mera intezar
Jiski tamanna mein phirti hu bekarar
Kahin karta hoga woh mera intezar
Jiski tamanna mein phirti hu bekarar

Phir unhi din raato mein
Matwali mulakato pe
Ulfat bhari baato pe hum hoke nisar
Phir unhi din raato mein
Matwali mulakato pe
Ulfat bhari baato pe hum hoke nisar
Kahin karta hoga woh mera intezar
Jiski tamanna mein phirti hu bekarar
Kahin karta hoga woh mera intezar
Jiski tamanna mein phirti hu bekarar
Kahin karta hoga woh mera intezar
Jiski tamanna mein phirti hu bekarar
Kahin karta hoga woh mera intezar
Jiski tamanna mein phirti hu bekarar.

More songs of Dhrriti Saharan