LyricsTashan

Jub Kabhi Lyrics - Ali Haider

in Movies

Watch the Video

Song Information

Jub kabhi song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2004.

Lyrics

Jub kabhi meri yaad sataye to
Jub kabhi har baat rulaye to
Chalee aanaa
Chalee aanaa
Sare ghum mujhse baantne
Jub kabhi meri yaad satee to
Meri yaad sataye to


Yeh faasle yeh duriyaan
Yeh ratjage kyun tere bina
Tere bina tere bina
Tere bina tere bina
Neend bhi jub ruth jaye tou
Aankh bhi jub sookh jaye tou
Chalee aanaa
Chalee anaaa
Sarey ghum mujhse baantne
Jub kabhi meri yaad sataye to
Meri yaad sataye to


Raste khule manzil kahaan
Hum ajnabi hein ya raazdan
Hum ajnabi ya raazdan
Hum ajnabi ya raazdan
Zindagi tum ko sataye to
Mout bhi jub bhool jae to
Chalee anaa
Chalee anaa
Sare ghum mujhse baant ne
Jub kabhi meri yaad sataye to
Meri yaad sataye to
Meri yaad sataye to.

Related Songs

More songs from Tera Naam Liya To (2003)
More songs of Ali Haider