Jogiya Lyrics - Prabh Gill
2022 Sony Music India
About this song
- Singer: Prabh Gill
- Written By: Maninder Kailey
- Music: Desi Routz
- Director: Frame Singh
- Label: Sony Music India
Lyrics
Sapno ki udaane bharke aa gaya
Dil apna tu behlake aa gaya
Sapno ki udane bharke aa gaya
Dil apna tu behlake aa gaya
Dil apna tu behlake aa gaya
Sapno ki udane bharke aa gaya
Dil apna tu behlake aa gaya
Ik dhokhe mein guzari zindagi
Koi mila naa joh tera apna ho
Koi mila naa joh tera apna ho
Ve jogiya jag mil gaya
Taan ki karega taan ki karega
Ve jogiya sab mil gaya
Taan ki karega taan ki karega
Taan ki karega taan ki karega
Ve jogiya sab mil gaya
Taan ki karega taan ki karega
Daulat barasne pe
Khudse tu puchiyo
Barish ki boondon jaise
Milti khushi kya
Khudse tu puchiyo
Barish ki boondon jaise
Milti khushi kya
Pehne makhota kyun
Bulleya zamane mein
Nikali kabhi hai tere
Dil se hassi kya
Bulleya zamane mein
Nikali kabhi hai tere
Dil se hassi kya
Imaraton se uncha bann gaya
Par khudko peeche chhod chala
Par khudko peeche chhod chala
Ve jogiya jag mil gaya
Taan ki karega taan ki karega
Ve jogiya sab mil gaya
Taan ki karega taan ki karega
Taan ki karega taan ki karega
Ve jogiya sab mil gaya
Taan ki karega taan ki karega
Tinka tinka joda hai joh
Udd hi jaayega
Boyega tu joh bhi sajna
Woh hi paayega
Udd hi jaayega
Boyega tu joh bhi sajna
Woh hi paayega
Koshish kariyo teri wajah se
Muskuraye koyi
Tab samajhna jag mein bandeya
Teri kamayi hoyi
Muskuraye koyi
Tab samajhna jag mein bandeya
Teri kamayi hoyi
Dil se karega jo tu shayari
Kailey chhuyega tabhi aasman
Kailey chhuyega tabhi aasman
Ve jogiya jag mil gaya
Taan ki karega taan ki karega
Ve jogiya sab mil gaya
Taan ki karega taan ki karega.
Taan ki karega taan ki karega
Ve jogiya sab mil gaya
Taan ki karega taan ki karega.