Ji Liya Lyrics - Akash (Band)
in Albums
Watch the Video
Song Information
Ji liya song is from Aks (2007) and it is sung by Akash (Band). This song is penned by Akash (Band) and composed by Akash (Band). This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
Dekhe jo khawab na poore huwe
Aankhon main jalte hain ghum ke diye
Khawab humare adhoore rahe
Raste woh pyaare na apne huwe
Kya karun
Kaisay jiyun
Yuhn ghut ghut ke kab tak jiyun
Ji liya pi liya
Zeher zindagi ka
Ji liya pi liya
Zeher zindagi ka
Jeenay ka maqsad na koi raha
Tera wajood na mera raha
Khud se huwa hoon main na ashna
Hokar tera bhi na tera raha
Kya karun
Kaisay jiyun
Yun ghut ghut ke kab tak jiyun
Ji liya pi liya
Zeher zindagi ka
Ji liya pi liya
Zeher zindagi ka
Kyun dukh ye sahoon
Main kaisay jiyun
Kyun dukh ye sahoon
Main kaisay jiyun
Ji liya pi liya
Zeher zindagi ka
Ji liya pi liya
Zeher zindagi ka.