Jallad Lyrics - Emiway Bantai
in Album Songs
Watch the Video
Song Information
Jallad song is sung by Emiway Bantai. This song is penned by Emiway Bantai and composed by Flamboy Beats. It is produced by Emiway Bantai. This song was released on 08 Sep 2019.
DI Colorist:- Shubham Kajrolkar
Post Production:- ShutterSounds Production
Directed by- Rayhaan Patni
Co-directed by - Islam Paco
Cinematographer - Nikhil Gupta
Lyrics
Ha ha ha
Yeh gaana saare mardon ke liye
Jo jo pareshan hain unke liye
Suno ae!
Kabhi milne ko aao
Kabhi milne ko jao
Kabhi mann kare uska
To chhat pe chadhao
Jo maangegi doosre din
Phatt se dilao
Kabhi daadhi badhao
Kabhi muchi udao
Wow!
Kitna demand inka
Karna to padta hai
Karna to padta hai
Karna to padta hai
Karna toh padta hai
Nahi kiya padta hai sir pe
Time pe pohanch jaana ghar pe
Doosri bandiyon se nahi milna
Mujhse dar ke raho, mar ke raho
Pairon pe mere, tu baaju mere
To chehre pe mere
Hansi hai, khushi hai
Tu chandramukhi hai
Achche se reh raha hoon
Phir kaahe ko dukhi hai jallad
Haan!
Tang karle jitna bhi
Dil khol ke seh loon main
Khoya hoon duniya mein
Tere hi pehlu mein
Pyar ke maamle mein
Kitna kuchh keh loon main
Dhokha diya jisne, banaya behno ne
Dhokha diya mujhe behno ne
Behno ne, behno ne, behno ne
Ae dhokha diya mujhe behno ne
Behno ne, behno ne, behno ne
Kabhi kehti hai main hoon awara
Kabhi kehti hai main hoon sahara
Kabhi kehti hai main hoon Sinchan Nohara
Kabhi dhokhebaz to main hoon bechara
Par patti pe jaa raha, main sutta udda raha
Main sutta udda ke main katta utha raha
Katta utha ke main patta utha raha
Patta utha ke main khud ko bacha raha
Dhokha diya mujhe bahno ne, bheno ne
Dhokha diya mujhe bahno ne, bheno ne
Behno ne, behno ne
Dhokha diya to
Dhokha diya mujhe behno ne, behno ne
Behno ne, behno ne, behno ne, behno ne
Yeh sab mat kar ab tu rehne de, rehne de
Ae yeh sab mat karna tu rehne de, rehne de
Rehne de, skrrrrttt
Yeh sab mat karna tu rehne de
Nahi karna kuchh tere kehne pe
Gussa karti rehti mere pe
Har waqt galti rehti tere pe
Phir bhi tu mere pe charge hai
Tu toh pishach hai
Kateli pyaaj hai
Galti jitna kiya sabka hisaab hai
Kal to main Majnu tha
Lekin dekh aaj main
Hataane aaya tere sir se taj hai
Nahi jeena mujhko ab tere is raj mein
Tere is raj mein
Aisi bandiyon ko kahaan ilaaj hai
Kahaan ilaaj hai
Baad mein aa, baad mein
Bohot kuchh hai kahne ko
Yaad mein aaya hai mujhe
Bohot kuchh tha sehne ko
Tere sath jab tak tha main
Yaad nahi kab tak tha main
Tera to dhak-dhak tha main
Tu thak-thak karti thi
Jab jab dil tera dhak-dhak karta tha
Aur tere hi soch mein har jagah jaake main
Tere hi baare mein bak-bak karta tha
Kyun?
Kyun sar dard karta tha?
Jab-jab tu itni si baat ko itna banati thi
Khaane ko teen waqt ko pizza mangati thi
Online aake bhi woh topa pehnati thi
Kehti thi jis se main kar rahi hoon baat
Baby mera bhai hai
Tera jija baitha idhar
Sab kuchh samajh raha main
Bhai ko kaatun kasayi main
Phir to tabahi hai
Dhokha diya mujhe behno ne
Behno ne, behno ne, behno ne
Ae dhokha diya mujhe behno ne
Behno ne, behno ne, behno ne
Dhokha diya mujhe behno ne, behno ne
Dhokha diya mujhe behno ne, behno ne
Behno ne, behno ne
Dhokha diya to
Dhokha diya mujhe behno ne, behno ne
Behno ne, behno ne, Behno ne, behno ne
Yeh sab mat kar ab tu rehne de, rehne de
Ae yeh sab mat karna tu rehne de, rehne de
Rehne de
Emiway Bantai, maalum hai na
Emiway Bantai, maalum hai na
Ae!
Emiway Bantai, maalum hai na
Emiway Bantai, maalum hai na
Machate raho peace out
Ae dhokha diya mujhe behno ne, behno ne