Jab uthta hoon maikhane se song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 19 Sep 1986.
Jab uthta hoon maikhane se
Jab uthta hoon maikhane se
Dard hawaae deta hain
Seesha hath pakad leta hain
Jaam sadae deta hain
Jab uthta hoon maikhane se


Dil chhune ke tor tarike
Yun to nahin aate saahab
Dil chhune ke tor tarike
Yun to nahin aate saahab
Dil chhune ke tor tarike
Yun to nahin aate saahab
Koi to hain jo inn phoolo ko
Apni addae deta hain
Jab uthta hoon maikhane se


Toba meri kaise tuti
Main kyaa jaanu aye waeze
Toba meri kaise tuti
Main kyaa jaanu aye waeze
Toba meri kaise tuti
Main kyaa jaanu aye waeze
Us mosam se puchho ye
Mast ghatae deta hain
Jab uthta hoon maikhane se


Aankh se kitna paani barsa
Buj na saka ehsaas magar
Aankh se kitna paani barsa
Buj na saka ehsaas magar
Aankh se kitna paani barsa
Buj na saka ehsaas magar
Jaane iss kateel shole ko
Koan hawaae deta hain
Jab uthta hoon maikhane se
Jab uthta hoon maikhane se
Dard hawaae deta hain
Seesha hath pakad leta hain
Jaam sadae deta hain
Jab uthta hoon maikhane se.