Jaane Na Najar Pehachaane Jigar Lyrics - Aah | Lata Mangeshkar | Mukesh
in Movies
Watch the Video
Song Information
Jaane na najar pehachaane jigar song is from Aah (1953) and it is sung by Lata Mangeshkar and Mukesh.It stars Raj Kapoor and Nargis in leading roles. This song is penned by Hasrat Jaipuri and composed by Shankar Jaikishan. It is produced by Raj Kapoor. This song was released on 01 Jan 1970.
Lyrics
jaane na nazar pehchane jigar ye kaun jo dil par chhaya
mera ang ang muskaya mera ang ang muskaya

aawaaz ye kiski aati hai jo chhed ke dil ko jati hai

main sunke jise sharma jaau hai kaun jo mujh me samaya
mera ang ang muskaya mera ang ang muskaya
jaane na nazar pehchane jigar ye kaun jo dil par chhaya
mujhe roz roz tadapaya mujhe roz roz tadapaya
dhudhenge use hum taaro me, saawan ki thandi baharo me

par ham bhi kisi se kam to nahi kyun rup ko apne chhupaya
mujhe roz roz tadapaya mujhe roz roz tadapaya
jaane na nazar pehchane jigar ye kaun jo dil par chhaya
mera ang ang muskaya mera ang ang muskaya
bin dekhe jisko pyar karu gar dekhu usko jaan bhi du

ek baar kaho o jaadugar ye kaun sa khel rachaya