Iss Duniya Mein Apana Kya Hai Lyrics - Jagjit Singh

2008

Lyrics

Iss duniya mein apana kya hai
Iss duniya mein apana kya hai
Kehane ko sab kuchh apana hai
Iss duniya mein apana kya hai

Tere saath gayi woh raunak
Tere saath gayi woh raunak
Abb iss shehar mein rakha kya hai
Abb iss shehar mein rakha kya hai
Abb iss shehar mein rakha kya hai

Iss nagari ke kuchh logon ne
Iss nagari ke kuchh logon ne
Dukh ka naam dawa rakha hai
Dukh ka naam dawa rakha hai
Dukh ka naam dawa rakha hai.