Is pal song is sung by and . This song is written by . This song was released on 10 Nov 2019.
Is pal main hoon ya tum bhi ho, ya dono hoke bhi na hain

Kyun ho, kya ho, ho bhi ki na ho, ya kehna sunana mana hain

Tumhein dekhke yaad aayi, wohi bisari kahaani

Deewane ka kissa, ya phir ek deewaani

Dono sang sang rehte har dum, aisa yeh mene suna hai

Is pal main hoon ya tum bhi ho, ya dono hoke bhi na hain

Kyun ho, kya ho, ho bhi ki na ho, ya kehna sunana mana hain

Ishq hua

Tum bata do yaad koi, kya puraani leke aau

Ya nishaani deti jau, ya kahaani leke jau

Ya ki maan chhod doon jaaye, yeh jaata, jaata jahaan hai

Is pal main hoon ya tum bhi ho, ya dono hoke bhi na hain

Kyun ho, kya ho, ho bhi ki na ho, ya kehna sunana mana hain

Is pal main hoon