LyricsTashan

Ilahabad Mein Paida Lyrics - Jaaneman | Hema Malini | Dev Anand | Prem Nath | Lata Mangeshkar

in Movies

Watch the Video

Song Information

Ilahabad mein paida song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Dev Anand. This song was released on 30 Jul 1976.

Lyrics

Tohre gun gate gate,
Din bita rain aa chalee
Kab loge prabhu moree khabariya,
Der bahut ho chalee
Ilahabad mein paida huyee
Ilahabad mein paida huyee,
Mai jabalpur me palee
Abb bambai hain adda mera,
Yeh badnam see galee
Mera naam hai ram hai ramkalee
Mera naam hai ram hai ramkalee


Ilahabad mein paida huyee,
Mai jabalpur me palee
Abb bambai hain adda mera,
Yeh badnam see galee
Mera naam hai ram hai ramkalee
Mera naam hai ram hai ramkalee


Kaise aayee kaha aayee
Yeh jawanee mat puchho
Kaise aayee kaha aayee
Yeh jawanee mat puchho
Sharm aatee hai tauba
Yeh kahanee mat puchho
Ke ha shalimar ke bag me
Khilake banee phul yeh kalee
Abb bambai hain adda mera,
Yeh badnam see galee
Mera naam hai ram hai ramkalee
Mera naam hai ram hai ramkalee


Kaha se yeh soj aaya
Kaha se saj maine sikhe
Kaha se yeh soj aaya
Kaha se saj maine sikhe
Arj kiya hai bade bade ustado se
Yeh andaj maine sikhe
Ke ha nayee puranee dilli kee
Sadako par bhee main chali
Abb bambai hain adda mera,
Yeh badnam see galee
Mera naam hai ram hai ramkalee
Mera naam hai ram hai ramkalee


Rab jhuth na bulaye
Kadardan har jagah hain
Rab jhuth na bulaye
Kadardan har jagah hain
Meharbano mere meharban
Har jagah hain
Toh rab jhuth na bulaye
Kadardan har jagah hain
Ke ha lucknow ke rangin shehar me
Shama mai ban ke jalee
Abb bambai hain adda mera,
Yeh badnam see galee
Mera naam hai ram hai ramkalee
Mera naam hai ram hai ramkalee
Ilahabad mein paida huyee,
Mai jabalpur me palee
Abb bambai hain adda mera,
Yeh badnam see galee
Mera naam hai ram hai ramkalee
Mera naam hai ram hai ramkalee.

Related Songs

More songs from Jaaneman (1976)
More songs of Hema Malini
More songs of Dev Anand
More songs of Prem Nath
More songs of Lata Mangeshkar