Huzur aap ka bhi ehtaram karta chalu song is from and it is sung by . This song was released on 01 Jan 2018.
huzur apka bhi
huzur apka bhi ehatram karta chalu
huzur apka bhi ehatram karta chalu
huzur apka bhi ehatram karta chalu
idhar se guzra
idhar se guzra tha socha salam karta chalu
huzur apka bhi ehatram karta chalu
karta chalu

nigaah-e-dil ki akhiri yahi tamanna hai
nigaah-e-dil ki akhiri yahi tamanna hai
akhiri yahi tamanna hai
akhiri yahi tamanna hai
akhiri yahi tamanna hai
nigaah-e-dil ki akhiri yahi tamanna hai
tumhari zulf
tumhari zulf ke saye me sham karta chalu
huzur apka bhi ehatram karta chalu

unhe ye zid ki mujhe dekh kar kisi ko na dekh
unhe ye zid ki mujhe dekh kar kisi ko na dekh
mera ye shauq ki sab se salam karta chalu
huzur apka bhi ehatram karta chalu
idhar se guzra tha socha salam karta chalu
huzur apka bhi ehatram karta chalu

ye mere khwabo ki duniya nahi sahi lekin
ye mere khwabo ki duniya nahi sahi lekin
ab aa gaya hu to do din kayam karta chalu
huzur apka bhi ehatram karta chalu
idhar se guzra tha socha salam karta chalu
huzur apka bhi ehatram karta chalu