Humko mita sake song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 17 Apr 2000.
Humko mita sake ye
Zamane mein dum nahin
Humko mita sake ye
Zamane mein dum nahin
Hum se zamana khud hai
Zamane se hum nahin
Humko mita sake ye
Zamane mein dum nahin
Humko mita sake ye
Zamane mein dum nahin
Hum se zamana khud hai
Zamane se hum nahin
Humko mita sake ye
Zamane mein dum nahin


Meri jubaan pe shikwa e
Ehale sitam nahin
Meri jubaan pe shikwa e
Ehale sitam nahin
Mujhko jaga diya yahin
Ehsaan kam nahin
Mujhko jaga diya yahin
Ehsaan kam nahin


Yaa rab huzu
Mein dard ko de
Aur woh sake
Yaa rab huzu
Mein dard ko de
Aur woh sake
Daaman to kya
Abhi meri aankhein
Bhi nam nahin
Daaman to kya
Abhi meri aankhein
Bhi nam nahin


Zaahid kuchh aur hona ho
Maikhane mein magar
Zaahid kuchh aur hona ho
Maikhane mein magar
Kya kam ye hai ki shikwae
Dairo haram nahin
Kya kam ye hai ki shikwae
Dairo haram nahin


Marde jigar pe kyun teri
Aankhein hai ashq rez
Marde jigar pe kyun teri
Aankhein hai ashq rez
Ik saanihaa sahin magar
Itna aeham nahin
Ik saanihaa sahin magar
Itna aeham nahin
Hum se zamana khud hai
Zamane se hum nahin
Humko mita sake ye
Zamane mein dum nahin
Humko mita sake ye
Zamane mein dum nahin.