Hum jaise tanha logon ka song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Jo puchhata hain koi
Surkh kyon hain aaj aankhen
To aankh malke main
Kehta hoon raat so na saka
Hazaar chaahu magar
Ye na keh sakunga kabhi
Ke raat rone ki khwahish
Thi magar ro na saka


Hum jaise tanha logon ka
Ab rona kya muskaana kya
Hum jaise tanha logon ka
Ab rona kya muskaana kya
Jab chaahanewala koi nahin
Jab chaahanewala koi nahin
Phir jeena kya mar jaana kya
Hum jaise tanha logon ka
Ab rona kya muskaana kya


Sau rang mein jisko socha tha
Sau roop mein jisko chaaha tha
Sau rang mein jisko socha tha
Sau roop mein jisko chaaha tha
Sau roop mein jisko chaaha tha
Wo jaane ghazal to rooth gayi
Ab uska haal sunaana kya
Wo jaane ghazal to rooth gayi
Ab uska haal sunaana kya
Jab chaahanewala koi nahin
Jab chaahanewala koi nahin
Phir jeena kya mar jaana kya
Hum jaise tanha logon ka
Ab rona kya muskaana kya


Aawaaz kisiko de lekin
Ek naam tumhara honton par
Aawaaz kisiko de lekin
Ek naam tumhara honton par
Ek naam tumhara honton par
Har shakal se ubharo tum hi tum
Yu khud ko magar behalana kya
Har shakal se ubharo tum hi tum
Yu khud ko magar behalana kya
Jab chahanewala koi nahin
Jab chaahanewala koi nahin
Phir jeena kya marr jaana kya
Hum jaise tanha logon ka
Ab rona kya muskaana kya


Raaaton ka safar hain din ke liye
Aur dil mein tamanna raaton ki
Raaaton ka safar hain din ke liye
Aur dil mein tamanna raaton ki
Aur dil mein tamanna raaton ki
Jab paon mein raaste kho jaaye
Phir rukna kya ghar jaana kya
Jab paon mein raaste kho jaaye
Phir rukna kya ghar jaana kya
Jab chahanewala koi nahin
Jab chahanewala koi nahin
Phir jeena kya mar jaana kya
Hum jaise tanha logon ka
Ab rona kya muskaana kya


Jab chaahanewala koi nahin
Jab chaahanewala koi nahin
Phir jeena kya mar jaana kya
Hum jaise tanha logon ka
Ab rona kya muskaana kya.