Han mujhe pyar huwa pyar huwa allaahmiya song is from and it is sung by and .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Surinder Kapoor. This song was released on 01 Feb 1997.
han mujhe pyar huwa, pyar huwa, allaahmiya - (2)
han mujhe pyar huwa allaahmiya
bharee barsat me, ikrar huwa, allaahmiya
han mujhe pyar huwa, pyar huwa, allaahmiya

(tujhe nahee dekhu toh jiya nahee mane
hal meraa kya hai yeh meraa khuda jane) - (2)
tujhse milane julne ke mil gaye bahane
najar milee aise kee ban gaye fasane
dekha jab khwab toh didar huwa allaahmiya - (2)
han mujhe pyar huwa allaahmiya
bharee barsat me, ikrar huwa, allaahmiya
han mujhe pyar huwa, pyar huwa, allaahmiya

han mujhe pyar huwa, pyar huwa allaahmiya - (2)
han mujhe pyar huwa allaahmiya
bharee barsat me, ikrar huwa, allaahmiya
han mujhe pyar huwa, pyar huwa, allaahmiya

(teree meree chahat ka baras raha sawan
bund giree dil pe toh bhig gayee dhadkan) - (2)
khulke mile aasheek toh tut gaye bandhan
jawan dilwalo ka aaj huwa sangam
aisa ek bar na sau bar huwa allaahmiya - (2)
han mujhe pyar huwa allaahmiya
bharee barsat me ikrar huwa allaahmiya
han mujhe pyar huwa, pyar huwa, allaahmiya - (3)